bitcoin kya hai?कैसे useकरें?Cryptocurrency क्या है? उसका कैसे use करते हैं?

#*#*.bitcoin kya hai?bitcoin ka kaise use karte hai?  ###      
bitcoin ek digital currency hai,bitcoin ki price hamesha badhti hai.toh kabhi kam hoti hai.bitcoin bahut hi mahengi currency hai.abhi ek bitcoin ki price karib $9000 usd dollar hai.jo ki bahut hi mahengi mani jati hai.bitcoin ko hum buy sell kar sakte hai.bitcoin hamare country me hamara goverment ise support nahi karta.lekin bitcoin jaise cryptocurrency may bahut hi bada high risk rahata hai.bahut se log cryptocurrency ke chhakar may aa kar apna paisa kho baithe hai.isme bahut hi jyada scammers hai.kyunki ye digital currency hai isiliye.cryptocurrency digital currncy hone ke baad iska kai sare scammers logo ko lalach dikhakar loot rahe hai.ye currency only online hi chalti hai.or isme apko online hi buy-sell karna hota hai.cryptocurrency may kai sarecoin or altcoin hote hai,par har coin ki ek diffrent diffrent price hoti hai.kabhi kabhi inki price badhti hai toh kabhi inki price kam hoti rahati hai.ye sab market cap par depend rahta hai,jaise hi marketcap upper jata hai toh price ka volume bhi upper jata hai.
cryptocurrency may high profit bhi bahut jyada hota hai or high risk bhi bahut hota hai.aap to jaante hai ki jaha high risk hota hai waha high profit bhi hota hai.bitcoin ko aap direct bank account may nahi lay sakte isko aapko buy sell hi karna padega.bitcoin apko address ke jariye send recieve karna hota hai.apko bitcoin ka wallet address milta hai uske jariye aap bitcoin collect kar sakte ho.bitcoin ko hum sirf online he dekhkar use kar sakte hai.isme sirf buy sell kar sakte hai direct bank account may withdraw nahi kar sakte hai.2009 year may bitcoin ki price$0.00 thi ab iski price $9000 ho chuki hai.bitcoin ka owner ka naam bhi kisi ko pata nahi,kyunki iska koi owner na hone ke karan bahut jyada fraud hota hai.bitcoin may aap bahut jyada earning kar sakte hai.but isme koi bhi fraud ho sakta hai.ye bahut hi dangerous hai.bitcoin mining apki cloud mining gh/s hoti hai,jitni jyada gh/s utni jyada aapki earning fastely hogi.bitcoin earning may website ka kab fraud ho jaye ye koi bhi nahi bata sakta.agar samzho hamne kisi new bitcoin site may investment kiya toh 5 minute ke under hi wo website scam ho kar band ho sakti hai.ye bahut hi risk bhara hai.bitcoin ki aajkal bahut hi demand bad gayi hai.isiliye har investor bitcoin may investment karna chhahta hai.lekin direct bitcoin ko accept hamare goverment nahi karti.kyunki yaha jyada fraud hai.bitcoin cryptocurrency may sabse mehangi currency hai.cryptocurrency may kai tarah ke coin aate hai jaise altcoin ,airdrop,etc.

2. types of cryptocurrency coin-
1.bitcoin
2.litecoin
3.bch cash
4.dogecoin
5.xrp ripple
6.xlm-stellar
7.usdt
8.tusdt
9.syscoin
10.etherum
11.etherum classic
12.dash
13.eos
14.zcash
15.dai
isme or bhi cryptocurrency coin or airdrop hai but maine fillhaal itne hi bataye hai.
##.cryptocurrency buy or sell kaise karte hai-
cryptocurrency buy or sell karne ke liye kai tarah ke platform hai jiski madad se aap cryptocurrency ko buy or sell kar sakte hai.jaise ki-1.paxful
2.coindcx
3.giottus
4.binanse
etc.
buy or sell karne ke liye apko peer to peer buy or sell karna padega.lekin alert rahe isme bhi aapko fraud ho sakta hai.kai logo ke saath ye fraud hua hai.aap chhahe toh kisi bhi currency may buy or sell kar sakte hai,jaise ki kai sare payment method worldwide avaibale hai.paypal,paytm,phonepay,upi,neteller,skrill,imps,bank transfer.isme aap buy-sell,exchange kar sakte hai.isme aapko exchange or transition fee deni padegi.aap isme ek currency se another currency may exchange kar sakte hai.bitcoin may aapko bahut hi acha tarah se profit hota hai.or loss hone ki bhi chanse hote hai.toh aap beware, rahekar isme working kar sakte hai.bitcoin cryptocurrency ki sabse mahengi currency hai.bitcoin aapko bahut rich bana sakte hai.bitcoin may sabse jyada return milta hai.bahut se country may bitcoin ko accept nahi karte.all foreign country may bitcoin ko accept karte hai,jaise ki austrilia,england,america,london,russia,etc.isme in currency ko accept karte hai.bitcoin mining ke liye kuch machine bhi hoti hai.jinka use bitcoin ko mine karne ke liye hota hai.bitcoin mining karne ke liye cpu power lagata hai.cryptocurrency may kai type ke investment platform hai,but inke 90% plan or policy sab fraud hote hai.jisme bitcoin buy kia hua paisa dubb sakta hai.bitcoin or litecoin,etherum ye sabse top ki currency hai.or inki price bhi bahut badi hai.marketcap ke anusar inke price badhti or kam hoti raheti hai.bitcoin digital currency hone ke baad kai sare altcoin market may aa rahe hai.lekin bitcoin top level ki currency hai.jiski price upper ja rahi hai.aap bhi bitcoin may investment kar sakte hai.tab aapko risk or profit ko bhi accept karna padega.high risk or high profit.agar apko bitcoin send or receive karne ke liye pahele aapko coinbase or binanse,coinpaymentes se aap address banakar send kar sakte ho.